Kya Karte The Lyrics -"Kya Karte The" Song Sung by Zara Khan, Anuradha Paudwal from the Album Shubh Mangal Zyada Saavdhan
"KYA KARTE THE" SONG LYRICS
Kya, Kya
Kya Kya..
Kya Karte The
Date Ke Hi Chakkar Mein
Banda Hai Full Lattu
Jaana Tha Japan Magar
Pahuncha Hai Timbuktoo
Kya Kya..
Date Ke Hi Chakkar Mein
Banda Hai Full Lattu
Jaana Tha Japan Magar
Pahuncha Hai Timbuktoo
Le Main Tere Naam Jaan Likha Doon
Kya Kasam Koyi Maar Bhi Khaa Loon
Pyaar Hai Jeevan Mera Kya
Samjaun Main Keh Ke
Kya Kya..
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Hum Judai Mein Akele
Chhup Chhup Ke Roya Karte The
Meri Saasein Yun Toh Hain Haq Tere
Par Jaan Hi Le Lenge Shaq Tere
Meri Saasein Yun Toh Hain Haq Tere
Par Jaan Hi Le Lenge Shaq Tere
Dekh Zamana Ye Toh Pyaar Se Jalta Hai
Dil Jalane Wali Chaal Ye Chalta Hai
Pyaar Kiya Hai Tujhse
Duniya Bhar Ke Gam Seh Ke
Kya Kya..
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Hum Judai Mein Akele
Chhup Chhup Ke Roya Karte The
Kya, Kya
Kya Kya…
Kya Karte The Saa
"KYA KARTE THE" SONG INFO
Singer | Zara Khan, Anuradha Paudwal |
Lyricist | Vayu |
Music | Tanishk Bagchi |
Remix of | Kya Karthe The Saajna |
Label | T-Series |
Album | Shubh Mangal Zyada Saavdhan |
0 Comments